यह स्केच मैंने यूँ ही प्रशिक्षण के दौरान बैठे बैठे चंद मिनटों में बनाया था...यहाँ मैंने शिव और शक्ति को एकाकार करने की कोशिश की है.पता नहीं कहाँ तक सफल हुआ हूँ.
Amrita, chitrakari aur kavita dono swantah sukhay ke liye hi hai...kuchh mitron ke aagrah par inhe blogsite par dalna shuru kiya hun...tareef ke liye hardik shukriya...meri kritiyan meri soch ko darshati hain...main soch ke nahi banata...banate huye sochta hun...waise hi kavitayen bahti rahti hain nirjhara ki tarah...kuchh boond idhar khuchh udhar...par bahna unka accha lagta hai.
Aapko dhanyavad satrahna ke liye...shayad inse mujhe aur bhi takat mile kuch gadhne ka...
बहुत गहरी अभिव्यक्ति कर रही है यह तस्वीर ...चाँद को चंद कर लें ...आपका आभार
जवाब देंहटाएंKewal Ji,Dhanyavaad sarahna ke liye.Galti sudhar li hai..aapko salaah ke liye dhanyavaad.Kripya isis tarah sudhar karne ka mauka pradan karte rahein.
जवाब देंहटाएंBahut hi badhiya.....
जवाब देंहटाएंदिन मैं सूरज गायब हो सकता है
जवाब देंहटाएंरोशनी नही
दिल टू सटकता है
दोस्ती नही
आप टिप्पणी करना भूल सकते हो
हम नही
हम से टॉस कोई भी जीत सकता है
पर मैच नही
चक दे इंडिया हम ही जीत गए
भारत के विश्व चैम्पियन बनने पर आप सबको ढेरों बधाइयाँ और आपको एवं आपके परिवार को हिंदी नया साल(नवसंवत्सर२०६८ )की हार्दिक बधाई और शुभकामनाएँ!
आपका स्वागत है
"गौ ह्त्या के चंद कारण और हमारे जीवन में भूमिका!"
और
121 करोड़ हिंदुस्तानियों का सपना पूरा हो गया
आपके सुझाव और संदेश जरुर दे!
बहुत उम्दा स्कैच है.
जवाब देंहटाएंchitrakari aapka swant: - sukhay k liye hai ya vyavsayik rup me ? aah! behad khubsurat.....
जवाब देंहटाएंAmrita, chitrakari aur kavita dono swantah sukhay ke liye hi hai...kuchh mitron ke aagrah par inhe blogsite par dalna shuru kiya hun...tareef ke liye hardik shukriya...meri kritiyan meri soch ko darshati hain...main soch ke nahi banata...banate huye sochta hun...waise hi kavitayen bahti rahti hain nirjhara ki tarah...kuchh boond idhar khuchh udhar...par bahna unka accha lagta hai.
जवाब देंहटाएंAapko dhanyavad satrahna ke liye...shayad inse mujhe aur bhi takat mile kuch gadhne ka...